Share with Friends
Aik yahoodi huzoor saww ke pass aya or kaha:
Ap ke allah ko hamari ibadat ziyada passand aati hai kun ke jab hum ibadat karte hain to hamare zehan main waswase ulte seedhe khayalat nahi aate jab ke hum ne suna hai ap log jab namaz parhte hain to ap logo ke zehan main waswase ulte khayalat aate hain is pe huzoor saww ne hazrat abubakar siddiq ko jawab dene ka ishara kiya to hazrat abubakar siddiq ne farmaya aik makan khali hai or dusre makan main heere hain to chor kaha jaye ga yahoodi ne kaha dusre makan main ap ra ne jawab diya bus yahi farq hai ap main or hum main jis ka dil pehlay he imaan se khaali ho to wahan shetaan kiya lene aye ga
Subhan Allah

 Copy SMS

SMS SMS
Email Email

Next Page